"Aankhein dekheen to main dekhtaa rehgaya
Jaam do aur donon hi do atisha
Ankhen yaa maiqade ke wo do baab hain
Aankhein inko kahoon
yaa kahoon khwab hain;
Aankhein neechee huin to haya ban gayeen
Aankhein oonchee huin to dua ban gayeen
Aankhein uth kar jhukeen
to adaa ban gayeen
Aankhein jhuk kar utheen
to qazaa ban gayeen
Aankhein jin main hain
qaid asmaan-o-zamin"
No comments:
Post a Comment